Shree Shiv Chalisa

Jai Ganesh Girija Suvan,

॥ Doha ॥

Jai Ganesh Girija Suvan,
Mangal Mul Sujan ।
Kahat Ayodhya Das,
Tum Dey Abhaya Varadan ॥

॥ Chaupai ॥

Jai Girija Pati Dinadayala ।
Sada Karat Santan Pratipala ॥
Bhala Chandrama Sohat Nike ।
Kanan Kundal Nagaphani Ke ॥
Anga Gaur Shira Ganga Bahaye।
Mundamala Tan Chhara Lagaye ॥
Vastra Khala Baghambar Sohain ।
Chhavi Ko Dekha Naga Muni Mohain ॥
Maina Matu Ki Havai Dulari ।
Vama Anga Sohat Chhavi Nyari ॥
Kara Trishul Sohat Chhavi Bhari।
Karat Sada Shatrun Chhayakari ॥
Nandi Ganesh Sohain Tahan Kaise ।
Sagar Madhya Kamal Hain Jaise ॥
Kartik Shyam Aur Gana Rauo ।
Ya Chhavi Ko Kahi Jata Na Kauo ॥
Devan Jabahi Jaya Pukara ।
Tabahi Dukha Prabhu Apa Nivara ॥
Kiya Upadrav Tarak Bhari।
Devan Sab Mili Tumahi Juhari ॥
Turata Shadanana Apa Pathayau ।
Luv Nimesh Mahi Mari Girayau ॥
Apa Jalandhara Asura Sanhara।
Suyash Tumhara Vidit Sansara ॥
Tripurasur Sana Yudha Machai ।
Sabhi Kripakar Lina Bachai ॥
Kiya Tapahin Bhagiratha Bhari ।
Purahi Pratigya Tasu Purari ॥
Darpa Chod Ganga Thabb Aayee ।
Sevak Astuti Karat Sadahin ॥
Veda Nam Mahima Tav Gai।
Akatha Anandi Bhed Nahin Pai ॥
Pragati Udadhi Mantan Te Jvala ।
Jarae Sura-Sur Bhaye Bihala ॥
Mahadev Thab Kari Sahayee,
Nilakantha Tab Nam Kahai ॥
Pujan Ramchandra Jab Kinha ।
Jiti Ke Lanka Vibhishan Dinhi ॥
Sahas Kamal Men Ho Rahe Dhari ।
Kinha Pariksha Tabahin Purari ॥
Ek Kamal Prabhu Rakheu Goyee ।
Kushal-Nain Pujan Chahain Soi ॥
Kathin Bhakti Dekhi Prabhu Shankar ।
Bhaye Prasanna Diye-Ichchhit Var ॥
Jai Jai Jai Anant Avinashi ।
Karat Kripa Sabake Ghat Vasi ॥
Dushta Sakal Nit Mohin Satavai ।
Bhramat Rahe Man Chain Na Avai ॥
Trahi-Trahi Main Nath Pukaro ।
Yahi Avasar Mohi Ana Ubaro ॥
Lai Trishul Shatrun Ko Maro ।
Sankat Se Mohin Ana Ubaro ॥
Mata Pita Bhrata Sab Hoi ।
Sankat Men Puchhat Nahin Koi ॥
Swami Ek Hai Asha Tumhari ।
Ai Harahu Ab Sankat Bhari ॥
Dhan Nirdhan Ko Deta Sadahin ।
Arat Jan Ko Peer Mitaee ॥
Astuti Kehi Vidhi Karai Tumhari ।
Shambhunath Ab Tek Tumhari ॥
Dhana Nirdhana Ko Deta Sadaa Hii ।
Jo Koi Jaanche So Phala Paahiin ॥
Astuti Kehi Vidhi Karon Tumhaarii ।
Kshamahu Naatha Aba Chuuka Hamaarii ॥
Shankar Ho Sankat Ke Nashan ।
Vighna Vinashan Mangal Karan ॥
Yogi Yati Muni Dhyan Lagavan ।
Sharad Narad Shisha Navavain ॥
Namo Namo Jai Namah Shivaya ।
Sura Brahmadik Par Na Paya ॥
Jo Yah Patha Karai Man Lai ।
To Kon Hota Hai Shambhu Sahai ॥
Riniyan Jo Koi Ho Adhikari ।
Patha Karai So Pavan Hari ॥
Putra-Hin Ichchha Kar Koi ।
Nischaya Shiva Prasad Tehin Hoi ॥
Pandit Trayodashi Ko Lavai ।
Dhyan-Purvak Homa Karavai ॥
Trayodashi Vrat Kare Hamesha ।
Tan Nahin Take Rahe Kalesha ॥
Dhuupa Diipa Naivedya Chadhaave ।
Shankara Sammukha Paatha Sunaave ॥
Janma Janma Ke Paapa Nasaave ।
Anta Dhaama Shivapura Men Paave ॥

॥ Doha ॥

Nitya Nema Kari Pratahi ।
Patha Karau Chalis ॥
Tum Meri Man Kamana।
Purna Karahu Jagadisha ॥
Magsir Chathi Hemant Riitu ।
Sanvat Chousadh Jaan ॥
Stuti Chalisa Shivhin ।
Purn Keen Kalyaan ॥