Shree Gayatri Chalisa (2)
॥ Doha ॥ Jayati Jayati Ambai Jayati, Jai Gayatri Daivi, Brahamgyan Dhardhi Hriday, Aadi Shakti Sur Daivi, Jayati Jayati Gayatri Amb, Kathu Kasht Na Karoo Vilamb, Tab Dhyavat Vidhi Vishnu Mahaish, Lahat Agam Sukh Shanti Hamaish, Tuhijan Braham Gyan Ur Dharini । Jagtarini Bhav Mukti Prasarini; Jan Tan Sankat Nasan Haari; Hain Pishachh Prait Dai Tari; Om Hrim, Shrim, Klim, Maidh, Prabh, Jaiaivan, Jyoti, Prachhand; Jag Kranti, Jagruti, Pragati, Rachhan, Shakti Aakhand; Pranavo Savitri, Swadh, Swah Puran Kaam; Shanti Janani, Mangal Karni, Gayatri Sukh Dham ॥ ॥ Chaupai ॥ Om Bhoorbhuvahswah Om Yut Janani, Gayatri Nit Kalimal Dahani । Akshar Chhaubis Param Punaiait, Inmai Basai Shastr Shuti Gaiait ॥ Shashwat Satoguni Satrup, Saty Sanatan Sudh Anoop । Hansarudh Swaitambhar Dhari, Swarn Kranti Suchhi Gagan Bihari ॥ Pustak Pushp Kamdal Mal, Subhr Varn Tanu Nayan Vishal । Dhyan Dharat Pulkit Hit Hoi, Sukh Upjat Dukh Durmati Khoyi ॥ Kamdhainu Tum Sur Taru Chhay, Nirakar Ki Adhbut May । Tumhari Sharan Grahai Jab Koi, Tarai Shakat Sankat So Soi ॥ Saraswati Lakshmi Tum Kali, Daiaip Tumhari Jyoti Nirali । Tumhari Mahim Paar Na Pavai, Jo Sharad Sutmukh Gun Gavain ॥ Chhar Vaid Ki Matu Punaiait, Tum Brahmani Gauri Saiait । Mahamantr Jitnai Jag Mahi, Kou Gayatri Sam Nahi ॥ Sumirat Hriday Maiin Gyan Prakashai, Aalas Paap Avidhy Nasai । Shristi Baiaij Jag Janani Bhavani, Kal Ratri Vard Kalyani ॥ Brahm Vishnu Rudru Sur Jaitai, Tum Sau Pavai Surt Taitai । Tum Bhaktan Ki Bhakt Tumharai, Jananihin Putr Pran Tai Pyarai ॥ Mahim Aprampar Tumhari, Jai Jai Jai Tripad Bhayhari । Poorit Sakal Gyan Vigyan, Tum Sam Adhik Na Jag Maiin Aan ॥ Tumahin Janu Kahu Rahai Na Shaish, Tumahin Paai Kachhu Rahnai Na Klaish । Janat Tumahin Tumahin Hihai Jai, Paras Parsi Kudhatu Suhai ॥ Tumhari Shakti Daiaipai Sab Thai, Mat Tum Sab Thor Samai । Grah Nakshtr Brahmand Ghainairai, Tun Gativan Tunharai Prairai ॥ Sakal Shriti Ki Pran Vidhat, Palak Poshak Nasak Trat । Mataishwari Day Vrat Dhari, Tun San Tarai Patki Bhari ॥ Japar Krip Tumari Hoi, Ta Par Krip Karai Sab Koi । Mand Buddhi Tai Buddhi Bal Pavain, Rogi Rog Rahit Ho Javain ॥ Daridr Mitai Katai Sab Paiair, Nashai Dukh Harai Bhav Paiair । Grih Kalaish Chhit Chhint Bhari, Nasai Gayatri Bhav Hari ॥ Santati Hin Su Santati Pavai, Sukh Sampati Yut Mod Manavai । Bhoot Pishah Sab Bhay Khavai, Yam Kai Doot Nikat Nahi Aavai ॥ Jo Sadhv Sumrai Chhit Lai, Achhhat Suhag Sad Sukhdai । Ghar Var Shukhprad Rahai Kumari, Vidhv Rahai Satyavrat Dhari ॥ Jayati Jayati Jagdamb Bhawani, Tum Sab Aur Dayalu Na Dani । Jo Sadguru So Diksh Pavai, So Sadhan Ko Saphal Banavai ॥ Sumiran Karai Suruchhi Badbhagi, Lahain Manorath Grahi Viragi । Asth Siddhi Nav Nidhi Ki Dat, Sab Samarath Gayatri Mat ॥ Rishi Muni Yati, Tapasvi, Jogi, Arat Arthi Chhintit Bhogi । Jo Jo Sharan Tumari Aavai, So So Manvanchhit Phal Pavain ॥ Bal Buddhi Vidy Shaiail Swabhaav, Dhan Vaibhav Yash Taij Uchhaau । Sakal Badhai Upjai Sukh Nan, Jo Yah Path Karai Dhari Dhayan ॥ ॥ Doha ॥ Yaih Chhalis Bhakti Yut Path Karai Jo Koi । Ta Par Krip Prasant, Gayatri Ki Hoi ॥